Words make you think a thought. Music makes you feel a feeling. A song makes you feel a thought.”
-E.Y. Harburg.
Music holds different meaning for all of us, euphony for some, energizing for others; for me its food for soul. There are a few songs which touch our hearts and I am posting here the first 4 which strike my mind right now and I’m sticking on to hindi songs for now, will come back to English some other day. :)
Baanwara Mann From Hazaaron Khwahishein Aisi:
Bavre Se Mann, Ki Dekho Bavri Hain Baatein
Bavri Se Dhadkaane Hain, Bavri Hain Saansen
Bavri Si Karwaton Se, Nindiya Door Bhaage
Bavre Se Nain Chaahe, Bavre Jharokhon Se, Bavre Nazaron Ko Takna.
Bavra Mann Dekhne Chala Ek Sapna
Iktaara from Wake Up Sid:
Orey manva tu to bavra hai
Tu hi jaane tu kya sochta hai
Tu hi jaane tu kya sochta hai bavre
Kyun dikhaye sapne tu sote jaagte
.
.
Sun rahi hoon sudh budh khoke koi main kahani
Poori kahani hai kya kise hai pata
Aashayein from Iqbal:
kutch paane ki ho aas aas
kutch armaan ho jo khaas khaas
aashaayen ...
har koshish mein ho waar waar
kare dariyao ko aar paar
aashaayen ...
Tujhse Naraaz nahi from Masoom (couldn’t help but post it full):
tujhase naaraaz nahi zindagi, hairaan hoon main
hairaan hoon main
tere masoom savalon se pareshaan hooN main
pareshaan hoon main
jeene ke liye socha hi na tha, dard sambhalane honge
muskuraoon to, muskurane ke karz utaarne honge
muskuraoon kabhi to lagata hai
jaise hontonn pe karz rakhaa hai
tujhase ...
aaj agar bhar ayi hai, boondein baras jaayengi
kal kya pata inke liye aakhen taras jayengi
jaane kahan gum kahan khoya
ek aansu chhupake rakha tha
tujhase ...
zindagi tere gum ne hamain rishte naye samajhaye
mile jo hamain dhoop main mile chhaanv ke thande saaye
I’d certainly like to know your favorites.
PS : Let us stick onto our Hindi Playlist for now. :)
18 comments:
Tum mile (2009) emraan hasmi-soha ali khan waali movie...
kuch kam .... frm the movie dostana ......
My Fav is ~
Aashiyana mera hai jahan...
mera fasanaa mera hai jahan.....
mujhe fursat hai kaha...............
ab mujhe fursat hai kaha......
thodisi behki si thodisi mehki si merii zindaganiiii...;)
( from the movie - fashion )
:D :-))
ek din bik jayega, maati ke mol
jag mein reh jayenge pyare tere bol
dooje ke hothon ko dekar apne geet
koi nishani chhod, phir duniya se dol...
This was my fav whn I was a Kid, and it's one of my fav.
Meet Na Mila Re Manka
Meet Na Mila Re Manka
Koi To Milan Ka
Koi To Milan Ka Karo Re Upaay
Meet Na ..
Chein Nahin Bahaar Chein Nahin Ghar Mein
Mann Mera Dharti Par Aur Kabhi Ambar Mein
Usko Dhoondha Har Dagar Mein Har Nagar Mein
Gali Gali Dekha Nayan Uthaaye
Meet Na ..
Roz Main Apne Hi Pyaar Ko Samjhaoon
Vo Nahin Aayega Main Nahin Paoon
Shaam Hi Se Prem Deepak Main Jalaoon
Phir Vohi Deepak Doon Mein Bujhaaye
Meet Na ..
Der Se Mann Mera Aas Liye Dole
Der Se Mann Mera Aas Liye Dole
Preet Bhaari Baani Raag Mera Bole
Koi Sajni Ek Khidki Bhi Na Khole
Laakh Taraane Kahan Main Sunaaye
Meet Na
FROM- ABHIMAAN...
@Namrata :Aashiyana is in my list too :)
@knn : yeah thatz a sweet old song.. :)
@ bhavi: heyy..nice 2 knw ur fav..:) do i knw u :)
@ vaib's & priyanka: good taste :)
1) Baanwara Mann From Hazaaron Khwahishein Aisi:
Bavre Se Is Jahan Main Bavra Ek Saath Ho
Is Sayani Bheed Main Bas Haathon Mein Tera Haath Ho
Bavri Si Dhun Ho Koi, Bavra Ek Raag Ho
Bavri Si Dhun Ho Koi, Bavra Ek Raag Ho
Bavre Se Pair Chahen, Baavron Tarano Ke, Bavre Se Bol Pe Thirakna.
Bavra Mann, Dekhne Chala Ek Sapna
2) Aye khuda from Paathshala..
Faasle hain magar phir bhi tu door nahin
Maanke hum to hai, par tu majboor nahin
Har lamha mujhko ye tadpati hai, jaan meri jaan jaati hai
Tanhaion mein rehta hoon, khud se hi aksar ye kehta hoon
Kyun tune dil toda, kyun tune yun choda
Kyun tera abh bhi rahe dil ko intezaar
Kyun chali aati hai, kyun tadpaati hai
Kyun hoon abh bhi main yun bekaraar
Aye khuda mujhko bataa tu rehta kahan, kya tera pataa (pataa)
Hum to yahan pe musafir hain, doondhe apni manzil ka pataa
3) Aaj din Chadeya from Love Aaj Kal
manga jo mera hai
jaata kya tera hai
maine kaun si
tujhse jannat mangli
kaisa khuda hai tu
bas naam ka hai tu
rabba jo teri
itni si bhi na chali
4) Guncha by Mohit Chauhan
Tum jaisa koi nahi is jahaan mein
Subah ko teri zulf ne shaam kar diya
GUncha koi mere naam kar diya..
Saki ne phir se mera jaam bhar diya...
Ek aur gaana yaad aaya :)
From Sarfarosh :)
Hosh Valon Ko Khabar Kya Bekhudi Kya Cheez Hai
Ishq Kije Phir Samajhiye Zindagi Kya Cheez Hai...!!
Cant forget Main Jahaan Rahoo from Namaste London.. Its like d BAAP of all songs..
1. "Tere mere milan ki ye raina" from Abhimaan
2. "Tujhse naraaz nahi zindagi" from maasum
3. "Surmayee ankhiyon mein" from sadmaa
4. "Tum Se Hi" & "Aaoge jab tum saajna" from Jab we met
Din kuchh aise guzarta hai koi,
jaise ahsaan utarta hai koi,
AAina dekh kar tasalli hui,
humko is ghar mein janata hai koi,
pak gaya hai sajar pe fal shayad( sajal= tree)
phir se patthar uchhalta hai koi
Der se gunjate hain sannate,
jaise humko pukarata hai koi..
a great initiative...can find all my favs at a single lace now:)
Deewana from Album Deewana (Sonu Nigam)
Dil dil nahi raha teri chachat mein (Chahat album from harry anand)
Ghar se nikal te hi..infact all songs from movie Papa kahte hai..jugal-mayoori jodi rox
kahin to hogi - jaane tu ya jaane na
Thoda tight mood ho to--mehak album from pankaj udas :)
arey haan---kahon na pyaar hai--ooske bhi songs ache the.
tum bin songs-- :))
1) "Tum bin" songs
2) "Deewana" album sonu nigam
3) "Mehak" album form Pankaj udas
4) "Papa Kahte hain" (Jugal-mayoori)
5) "Kahon na pyaar hai" songs
6) "Jane tu ya jane na" -kahin to hogi
hey di its me bhawana..knn's sis..;)
@bhavi:
Heyyyyyyy Bhawana...good to see you here :) and thnx 4 posting ur fav songz :)
Cheerz :)
Luka Chupi bahut hui : RDB
kaise tujhko dikhaun yahaan hai kya,
Maine jharne se paani maa tod ke piya hai,
Guchcha guchcha kai khwabon ka uchal ke chuwa hai,
Chaaya liya bhali dhoop yahaan hai
Naya naya sa hai roop yahan
Yahaan sab kuch hai maa phir bhi
lage bin tere mujhko akela . . .
1) Ehsaan itna sa kar de Movie - Dil kabbadi
"Ehssaan Itna Sa Kar De..
Mujhe Phir Tanha Sa Kar De..
Tere Bina Jeena Sakunga..
Mil Ke Yeh Tujhese.., Kehna Sakunga..
Ehssaan Itna Sa Kar De..
Mujhe Phir Tanha Sa Kar De.
Tu Nahi Raha Teri Yaad Reh Gai, Palko Me Teri Aas Reh Gai
Koi To Hoga Bahana Bata, Tujhko Bula Dene Ka
Tanhahiyan Seh Na Sakunga, Tere Bina Jee Na Sakunga
Ehssaan Itna Sa Kar De.., Mujhe Phir Tanha Sa Kar De.."
2) Main dil se kaha - ROG
"Maine dil se kaha, dhoond laana khushi
Nasamajh laya gum, to yeh gum hi sahi
Bechaara kahan jaanta tha
Khalish hai yeh kya khala hai
Shehar bhar ki khushi se
Yeh dard mera bhala hai
Jashna yeh raaz na aaye
Mazaa toh bas gam main aaya hai"
3) Lag ja gale ki phir ye hansi rat ho na ho - wo koun thi
"lag ja gale ki phir ye hasin raat ho na ho
shaayad phir is janam men mulaaqaat ho na ho
lag jaa gale se ....................
ham ko mili hain aaj, ye ghadiyaan nasib se
ji bhar ke dekh lijiye ham ko qarib se
phir aap ke nasib men ye baat ho na ho
phir is janam men mulaaqaat ho na ho
lag ja gale ki phir ye hasin raat ho na ho"
4)Hay re - ustaad and divas (album)
"haay re raat bhar jaagati hoon tere waasate
aa raha hai maja pyaar ka aasate aasate
jal ke dunaa ho jaaye, kaise bhala so paaye
jalana mera tere liye, jagana mera tere liye "
5) soo janey do - jal pari 'aatif'
"Soo.......Janay.... Do.........
Ruk.........Janay...Do..........
Lehroon Mein Kahin..Doob Jane Do...
Lehroon Mein Kahin..Doob Jane Do...
Mujhse Kahe....Ik Jal Pari...
Doob Jane Do....Jal Mein Kahin.."
Post a Comment